Eid Mubarak Sms, Messages, Wishes, Images, Pics, Gifs, Quotes, Songs, Cards, Greetings

Shahon ki tarah thay na Ameeron ki trah thay

Shahon ki tarah thay na Ameeron ki trah thay,
Hum shehr_e_muhbat k faqeeron ki tarah thay.
Daryao'n me hotay thay jazeeron ki trah hm,
Sehrao'n me pani k zakheeron ki tarah thay..
Hairat hay k wo log bhi ab chorr chalay hain,
Jo meri hatheli pe lakeeron ki tarah thay.!!! 

Post Top Ad

Post Bottom Ad